Lyrics: Karthik Chandan
Music: Jay Krishnan
Singer: Shiva
sajana tu kahan hai
beliya tu kahan hai
saathiya tu kahan hai,
mein tarasta huin tujhko yahan..
tanhayi yahan hai
veerani yahan hai
khamoshi yahan hai
mein tarasta huin tujhko yahan
chuke jo yuin gaye tum
meri zindagi se zindagi
chuke le gaye tum
ke ab hai,
lamhoan mein bhi khizaan
rukhi rukhi si hai
fiza meri
chuke jo gaye tum
chain le gaye tum
neend le gaye tum
chuke jo gaye tum
tanhayi yahan hai
veerani yahan hai
khamoshi yahan hai
mein tarasta huin tujhko yahan
sajana tu kahan hai
beliya tu kahan hai
saathiya tu kahan hai,
mein tarasta huin tujhko yahan |