Vocals: Sindhuja Bhaktavalsalam
Lyrics: Ajay Chandran
Music: Anup Nandialath
Orchestration: Sam Kolli and Anup Nandialath
Guitars: Anup Nandialath
Mixing: Nandu Mahadevan
Click here for artist information
khoye khoye se hum hai
Na khushi na koi gham hai
Baadalon pe kadam hai,
pal bhar mein aankh nam hai
yeh haalaath magar...(3)
hamen pasand hai
Us raat mein, barsaat mein,
lehraaye jab teri baah mein
jaage na the, na the neend mein
bas milgaye teri saans mein
us yaad ke aanchal tale
aajkal saare kwaab hai
ye dil baDaa betaab hai
ye din hai kyaa, kyaa raat hai
khoye khoye se hum hai
Na khushi na koi gham hai
Baadalon pe kadam hai,
pal bhar mein aankh nam hai
yeh haalaath magar...(3)
hamen pasand hai
Us raat mein, barsaat mein,
lehraaye jab teri baah mein
jaage na the, na the neend mein
bas milgaye teri saans mein
us yaad ke aanchal tale
aajkal saare kwaab hai
ye dil baDaa betaab hai
ye din hai kyaa, kyaa raat hai
tum ho kahaan, aa meherbaan
tere bin kyaa hai yahaan
kyaa hai zameen kyaa aasmaan
kyaa zindagi, kya maut hai
chuu kar hamen zindaa karo
aaghosh mein mar jaane do
dil hosh mein na woh josh mein
hum kho gaye teri khoj mein
ehsaas kii baariikiyaan
chubne lagii nazdeekiyaan
kabhi dard-e-dil, kabhi gudgudee
baDne lagii, ye tishnagii
chuu kar hamen zindaa karo
aaghosh mein mar jaane do
dil hosh mein na woh josh mein
hum kho gaye teri khoj mein
|